Saturday 18 August 2007

This is from the 1982 movie Shakthi, lyricist is Anand Bakshi and musician is R D Burman

Kk: Arre Jaane Kaise Kab Kahaan
Iqraar Ho Gaya
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyaar Ho Gaya

Lm: Ho Jaane Kaise Kab Kahaan Iqraar Ho Gaya
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyaar Ho Gaya

(Gulshan Bani Galiyaan SabhiPhool Ban Gayi Kaliyaan Sabhi) (2)

Kk: Lagta Hai Mera Sehra Taiyaar Ho Gaya
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyaar Ho Gaya
(Tumne Hume Bebas Kiya
Dil Ne Hume Dhokha Diya) (2)

Lm: Uff Tauba Jeena Kitna Dushvaar Ho Gaya
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyaar Ho Gaya

Lm: Hum Chup Rahe Kuch Na Kahaa

Kk: Kehne Ko Kya Baaki Raha

Lm: Ho Hum Chup Rahe Kuch Na Kahaa

Kk: Kehne Ko Kya Baaki Raha

Both: Bas Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaar Ho Gaya
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyaar Ho Gaya


Lm: Jaane Kaise Kab Kahaan Iqraar Ho Gaya
Hum Sochte Hi Reh Gaye Aur Pyaar Ho Gaya

No comments:

The Birth Of India's Soul

 B R Ambedkar,  With steady hand,   Crafted justice for a divided land.   With ink and thought,  Through day and night,   He shaped a future...