Saturday 18 August 2007

This is from the Ajnabi. Music is by R D Burman and lyrics is by Majrooh Sultanpuri

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Poochho
Kuch Aisi Baat Ho Gayi
Wo Achanak Aa Gayi
Yun Nazar Ke Saamne
Jaise Nikal Aaya Ghata Se Chaand (X2)

Chehre Pe Zulfen Bikhri Hui Thi Din Mein Raat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi
Jaaneman Jaane Jigar
Hota Main Shaayar Agar
Kehta Ghazal Teri Adayon Par (X2)

Maine Yeh Kaha To
Mujhse Khafa Wo
Jaane Haya Ho Gayi

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Khubsurat Baat Yeh
Chaar Pal Ka Saath Yeh Saari Umar Mujhko Rahega Yaad (X2)

Main Akela Tha MagarBan Gayi Wo Humsafar
Wo Mere Saath Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi

No comments:

The Birth Of India's Soul

 B R Ambedkar,  With steady hand,   Crafted justice for a divided land.   With ink and thought,  Through day and night,   He shaped a future...